Madad | kya account-delete-karne-ke-baad-main-apna-account-restore-kar-saktasakti-hoon

Kya main apna account delete karne ke baad bahal kar sakta/sakti hoon?

Apna Muzz account delete kar diya aur use wapas lana chahte hain?

2 saal ke andar – ji haan! 2 saal ke baad – badqismati se, nahi.

Apna account delete karne se aap ka account mustaqil taur par mitane ke liye mark ho jata hai. Aap ki darkhwast ke 2 saal baad aap ki profile, chats, matches, aur tamam zaati maloomat hamare servers se khatam ho jayengi – is ke baad ise bahal karne ka koi tareeqa nahi. Agar aap is muddat ke baad wapas aana chahte hain, to aap ko naye account ke saath naye sire se shuru karna hoga.

Agar aap ne apna account sirf deactivate (delete nahi) kiya tha, to aap jahan chhora tha wahin se shuru karne ke liye kabhi bhi dobara log in kar sakte hain!

Apna account delete ya deactivate karne ke baare mein mazeed jaanna chahte hain? Yahan click karein!

Can’t find your answer?

If you have questions about how Muzz works, or need technical troubleshooting help, please check out our Help & Support page.