Madad | main apni-tarikh-e-paidayesh-ksise-tabdeel-karun

Apni tarikh-e-paidaish kaise badloon?

Khushkhabri! Agar aap ne sign up ke dauran ghalti se ghalat tarikh-e-paidaish chun li thi, to ise theek karna aasan hai.

Apni tarikh-e-paidaish update karein

Bas apni profile banayein aur yeh steps follow karein:

1. Neeche wali bar mein menu icon par tap karein

2. Settings par tap karein (oopar daayen taraf cog icon)

3. List mein “Tarikh-e-paidayesh” option par tap karein

4. Apni tarikh-e-paidaish chunein aur Update karain par tap karein

Agar aap apni tarikh-e-paidaish update nahi kar pa rahe, to baraye meharbani hamari community team se rabta karein.

Hamari policy

Hamari community ki hifazat ke liye, hum members ko sirf ek baar apni umar update karne ki ijazat dete hain.

Can’t find your answer?

If you have questions about how Muzz works, or need technical troubleshooting help, please check out our Help & Support page.