Madad | main tasweer-ya-gif-kise-bhejun

Main tasveer ya gif kaise bhejoon?

Kabhi kabhi sirf alfaaz kaafi nahi hote: isi liye Muzz members ko Chat mein photos aur gifs bhejne deti hai.

Tasveer/gif upload karein

1. Neeche wali bar mein chat bubble icon par tap karein

2. Apni matloob chat par tap karein

3. Neeche message bar mein paperclip icon par tap karein

4. Woh tasveer chunein jo aap bhejna chahte hain

Nayi photo lein

1. Neeche wali bar mein chat bubble icon par tap karein

2. Apni matloob chat par tap karein

3. Neeche message bar mein camera icon par tap karein

4. Apni photo lein aur Bhejain par tap karein

Aap jo bhi share karein, yaad rakhein ke use halal rakhein!

Can’t find your answer?

If you have questions about how Muzz works, or need technical troubleshooting help, please check out our Help & Support page.