Madad | main umra-ke-lihaz-se-kaise-filter-karun

Main umar ke hisaab se filter kaise karoon?

Umar ke hisaab se filter karein

1. Neeche navigation bar mein Shadi icon par tap karein.

2. Oopar wali bar mein filters icon par tap karein

3. Umar ka slider apni pasand ki range par set karein

4. Apni tabdeeliyan save karne ke liye “Lagoo karain” par tap karein

Note: Yeh filter khud ba khud lazmi (must-have) set hota hai, is liye aap ko sirf wahi matches nazar aayenge jo is filter ke mutabiq hon.

Can’t find your answer?

If you have questions about how Muzz works, or need technical troubleshooting help, please check out our Help & Support page.

Muzz par umar ke hisaab se matches filter karein | Muzz