Madad | mere filters-kaam-nahi-kar-rahe-aisa-kyun-hai-mujhe-kya-karna-chahiye

Mere filters kaam nahi kar rahe. Aisa kyun hai? Mujhe kya karna chahiye?

Aisa shayad is liye ho raha hai ke aap ab tak apne filters ke mutabiq tamam profiles dekh chuke hain, aur ab aap ko aisi profiles nazar aa rahi hain jo aap ke zyada tar ya kuch filters ke mutabiq hain.

Bas yaad rakhein ke aap ke filters jitne kam honge, aap ko utni zyada profiles dekhne ko milengi!

Baraye meharbani note karein, filters sirf yeh tay karte hain ke aap kise dekhte hain, yeh un se bahar ke logon ko aap ki profile dekhne se nahi rokte.

Shadi tab par tawajjoh dein kyun ke yahan hum aap ko woh profiles dikhate hain jo aap ke tamam filters ke mutabiq hon. Tehqeeq section sirf Umar aur Muqam ke hisaab se filter karta hai.

Can’t find your answer?

If you have questions about how Muzz works, or need technical troubleshooting help, please check out our Help & Support page.