Main rozana sirf ek mehdood tadad mein logon ko Like kyun kar sakta/sakti hoon?
Muzz par, hum hamesha apne platform ko behtar bana rahe hain taake hamare members ko apna mustaqbil ka jeevan saathi talash karne ke naye tareeqe milein. Ab hamare tamam members ko rozana profile Likes ki ek mehdood tadad milegi, taake aap waqai soch samajh kar chunein ke aap kise Like kar rahe hain. Is se hum Muzz par zyada behtar matches aur ba-maani guftagu paida kar sakte hain.
Can’t find your answer?
If you have questions about how Muzz works, or need technical troubleshooting help, please check out our Help & Support page.